We provide you with a wide range of Umrah packages from all over India.
The professional & highly experienced team of the site provide Private Umrah Tours with multilingual guide benefit.
Get the most out of easy to make online payment and booking of preferred Umrah Packages.
Things like Accommodation, Transportation and Private Umrah Tours are offered.
Create your own preferred umrah tour with the advent of our customized Umrah package options
Experience trouble free way to transport visa Deluxe and Luxury Cars or an air-conditioned private coach.
Enjoy mouth-water pleasure of multi-cuisine dishes
Hajj ya Umrah ki baqaida niyyat karke jo libaas pehna jata hai use Ihram kehte hain. Uske baghair aadmi Meeqat se nahi guzar sakta, yani ek chadar (nayi ya dhuli hui) odhne ke liye aur aisa hi ek tahband kamar par lapetne ke liye. Iske pehne ke baad baaz halal cheezein bhi haram ho jati hain.
Wo shakhs jo Hajj ki niyyat se hudood-e-Meeqat ke bahar se aaye.
Maslan: Yamani, Pakistani, Hindustani, Misri, Shaami, Iraqi aur Irani waghera ko Aafaqi kehte hain. Ye bagair Ehram ke Makkah Mukarramah mein daakhil nahi ho sakta.
Makka Mu'azzama ke ird-gird kai kos tak zameen ko Haram ka darja de diya gaya hai. Har taraf hudood par nishanat lage hue hain. In hudood ke andar shikar khelna, vahshi janwaron hatta ki jangli kabootaron ko takleef wa eeza dena, janwaron ko ghaas charana, balki tar ghaas ukhadna bhi haram hai. Makka Mukarrama, Mina, Muzdalifa sab hudood-e-Haram hain, albatta Arafat daakhile Haram nahi.
Hudood-e-Haram ke bahar chaaron taraf jo zameen Miqaat tak hai, use Hill kehte hain. Aur jo shakhs zameen-e-Hill ka rehne wala ho, use Hilli kehte hain. Is jagah wo tamaam cheezein halal hain jo Haram mein ehteraman mana hain.
Hamare mulk ka Miqaat Yalamlam hai. Yahan Aazimeen-e-Hajj ihram bandhte hain, jo Jeddah se pehle aata hai.
Explore the spiritual significance and proper etiquette of Masjid Nabawi. Learn about Rawdah, prayer guidelines, and essential tips for a respectful Umrah tour and fulfilling visit.
Find the perfect 15 days Umrah package, including visa, flights, hotels near Haram, meals, guided tours, Ziyarats, and transport. Plan your sacred pilgrimage with ease!
Experience the blessings of Umrah in Ramadan! Discover essential tips, travel guidance, and the best Ramadan Umrah package to assure a smooth, rewarding, and spiritual journey.